ho rahy hain hum-qalaam chupky chupky
dil ka hall bta rahy hain chupky chupky
yeh shaam yeh raat khoob dilkash hai k
mil rae hai muhabat ko zubaan chupky chupky
maan lein ager muhabat lafzon ki muhtaaj nae
tou ankhein khawab bunnana chor dein chupky chupky
yeh hawa yeh fizza hai tabbeer ulfat se
kaho tou tuj se tabbeer kar dein chupky chupky
dil jazbaat gar hony lagein "anum" beqarar
tou munka-shif hony do fason khez raaz chupky chupky