laga jo tere zulf sey tarang aagaya
sookhey huwe gulaab mai bhi rung aagaya
kheraat tere husun ki nikaali kisi ney
mai bun key tere ishq mai mulung aagaya
ahsan woh mere ishq mai paagal see ho gaee
yeh khuwaab dekh dekh key mai tung aagaya
AHSAN CHANGEZI