¨¨Meri maa duniya ki sab se kubsurat hasti hai;
¨¨¨Meri maa duniya ki azim maaho mei se ek hai;
¨¨¨¨Meri maa mere liye janat hai;
¨¨Maa wo hasti hai jis ke bager zindagi gusarna bekar hai;
¨¨Maa wo dil hai jais mein mohabbat hi mohabbat hai;
¨¨Maa ki nafarmani karne wala kabi kamyab nahi hota;
¨¨¨Maa ki dua lekar nikalne wala muskil se mukil kam ko asan bana leta hai;
¨¨Jais ghar mein maa nai us ghar mein
sakun nai;
¨¨Maa duniya mein allah tala ka diya howa wo tofa hai,jais se bare kar or koi nahi;
¨¨Maa jais kam se roke mat jaho ho sakta hai na kamyabi ho;
¨¨Maa zindagi ka agaz hai;
¨¨Maa jaisi koi or asti ho hi nahi sakti Maa ek phool hai
(seharchiye)