Aaj uski yaad ne hamien tarpaaya bahut,
aj na chahte howay bhi woh yaad aaya bahut,
Uss k baad to jaisay vehshaton se dosti ho gai,
phir kyon aaj tanhaiyon ne daraaya bahut,
Woh mera tha, mera hai, mera rahe ga,
hum ne iss khayal se khud ko behlaya bahut,
Hum ne jis kisi ko bhi humdard samajha apna,
woh hamare dukh pe na jaane kyon muskuraya bahut.
Some1