Rakhay khuda ne do raastay mujhe aazmane k liye,
Wo chor de mujhe,ya main chor doon usay zamaane k liye,
Kaise maang loon rub se,use bhool jane ki dua,
Haath uth te nahi hain dua main,usay bhool jane k liye,
Nahi ki zindagi me maine koi b naiki,
Per parhi hain chup k kuch NAMAAZAIN usay paane k liye.
SOME1