mera nam tak jo na lay saka
jo mujhay qarar na day saka
jissay ikhtiyar tha magar
mujhay apna piyar tak woh na day saka
wahi shaks meri talash hay
wahi dard meri hayat hay
jo chala gaya mujhay choor ker
wahi aaj tak meray saath hay
S 0 m E 1 !