Wo kehta hai mujhe phoolon se pyar hai
lekin jab phool khilte hain to wo unhain tor deta hai
Wo kehta hai mujhe barishon se pyar hai
lekin jab barish hoti hai to wo kamre mein bund ho jata hai
Wo kehta hai mujhe hawaon se pyar hai
lakin jab hawain chalti hain to wo khirkian bund kr deta hai
Aur us waqt mujhe darr sa laga
jab
us ne kaha...
"Mujhe Tum se Pyar Hai..."
Some1