Ajab kashmakaash k rastay hain
bari kathin yeh musafatain hain
main jin ki rahoon main bich gaya hoon
unhee ko mujh say shikayatain hain
shikayatain sub baja hain laikin
main kaisay us ko yakeen dilaoon
usay jo bhuloon to mer na jaon
umat bhar ki musafatoon main
main rah guzar say nikal gaya hoon
usay khabar bhi nahi hay shayad
main dheeray dheeray bikhar gaya hoon
S 0 m e 1.....