pholoon ko to ik umr say hum daikh rahay hain
ab dil ki tamana hay k khushboo nazar aayay
main rotay huay us ki taraf door para tha
jab door say phailay huay bazoo nazar aayay
jis waqt karay mo'ot band meri aankhain
hasrat hay k us waqt mujhay TU nazar aayay
ik ashk fishan aankh ki manind hay dharti
bay chain samundar mujhay aanso nazar aayay...
S 0 m E 1 !