Kuch door hamaray saath chalo
tumhain dil ki kahani keh dain gay
samjhay na jissay tum aaankhoon say
woh baat zubani keh dain gay
Phooloon ki terha jab hontoon pay
ik shokh tabassum bikhray ga
chupkay say tumharay kanoon main
ik baat purani keh dain gay
iqrar e wafa tum kia janoo
izhar e wafa tum kia janoo
hum baat karain gay oooroon ki
aur apni kahani keh dain gay
S O M e 1!