kabhi khamsh baitho gay
kabhi kuch gungunaoo gay
main utna yaaD aaon ga
mujhay jitna bhulaoo gay
koi jab pooch baithay ga
khamoshi ka sabab tum say
bohat samjhana chaho gay
magar samjha na paoo gay
main utna yad aaon ga
mujhay jitna bhulao gay
kabhi duniya mukamal ban k
aayay gi nighahoon main
kabhi meri kami
duniya ki her shay main pao gay
kabhi khamoosh baithoo gay
kabhi kuch gungunaoo gay
kaheen per bhi rahain hum tum
muhabbat phir muhabbat hay
tumhain hum yad aayain gay
humain tum yad aao gay
kabhi khamosh baithoo gay
kabhi kuch gungunaoo gay
main utna yad aaon ga
mujhay jitna bhulaoo gay
S 0 M e 1 !