Meri zindagi meri Jaan-e-jaan
Mujhe le chalo kabhi uss jahan,,
Jahan tu hi mera naseeb ho,
Jahan Dil se tu hi kareeb ho,
Jahan Ghum koi na aa sakay,
Jahan Nafratain na sata sakain,
Jahan Qurb ho,jahan ho Khushi,
Jahn chahti ho hamain zindagi,
Jahan Dil mera na udaas ho,
Jahan har Ghari teri aas h k Roe.
SOME1