Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayay
aaj kaheen likhtay likhtay sham na ho jayay....
ker raha hoon intizar teri intizar e muhabbat ka
is intizar main zindgee tamam na ho jayay....
naheen laita tera naam sar e aam is dar say
shehar main tera naam badnam na ho jayay....
mangta hoon dua jb bhi kaheen tu yad aati hay
k judaii meray pyar ka anjam na ho jayay....
soch k derta hoon aksar tanhaii main
k teray dil main kisi aur ka muqam na ho jayay....
S O m E 1 !