hum teri neend tera chain churain gay nahi
ab k bichray hain to khaboon main bhi aayain gay nahi
ab k niklay hain teray shehar say aissay' jaissay
hum kabhi lout ker teray shehar main aayain gay nahi
ab to socha hay bana lain gay jigar ko pathar
aur is pathar pay koi naksh banayain gay nahi
khwab aayain gay magar is shert pay shahid!
hum nay jo dard sulayay hain jagayain gay nahi
s0me 1!