Ay moj e hwa tu he bata
woh dost hamara kaisa hay
jo bhool chuka hay humain jb say
woh jan say pyara kaisa hay
kia us k jivan lahoon main
koi lamha mera baki hay
kia us ki jagti annkhoon main
meri yad abhi bhee baki hay
agar aisa nahi hay to tu he bata
hum yad usay kiyoon kertay hain
woh hum say bichar kar khush hay agar
to hum pal pal kiyoon mertay hain
ay moj e hawa tu he bata
woh dost hamara kaisa hay...
SOME 1!