woh jo hum main tum main qarar tha
tumhain yad ho k na yad ho
karo yad khawab sa woh sama
meray pas baithay thay tum yahan
lia hath mera jo hath main
gai toot kanch ki chorian
woh milan ki rat jo kat gai
woh khushi jo a k palat gai
kabhi tum nay pyar say choo lia
kabhi main laj say simat gai
humain sub hay yad zara zara
tumhain yad ho k na yad ho
woh jo hum main tum main qarar tha
tumhain yad ho k na yad ho
S 0 m E 1 !