Faisla tu karna hai........
Zindgi ki rahoon main........
Osko chord jana hai.........
Ya sath osky chalna hai.....
Khwhshen ajab c hain…....
Rasty juda say hain………...
Sath chal rehy hain hum…….
Jaisy ek saza say hain……....
Kch SUHAIL mei kami……...
Tu kch tumhri soch ki………
Khud ko tu badlna hai………
Sath agr jo chalna hai……..
Faisla tu karna hey.......