Safar tu shart hai lakin.......
Safar tanha nhi krty...........
Safar jitna kathan bhi ho.....
Dil chohta nhi krty........
Ksi ko sath le lo tm......
Ksi k sath ho lo tm.......
Safar mei kaam ata hai......
Ksi ka sath hona bhi.......
Ksi ka sath hnsna bhi........
Ksi ka sath rona bhi.....
Safar tu shart hai lakin......
Safar tanha nhi krty.