Shayari sharyari c rahay
Zindagi aashqi c rahay
Ab mouqdar say shikwa nhi
Teray chahat milay na milay
Teri manzal koie aur hai
Meri manzal rahay na rahay
Ab tu lagda nhi dil kahin
Teri mehfil milay na milay
Hum nain mana gunahagar hain
Ab tu rab ka karam bas rahay
Maaf kar daina gustakhian
Maaf kar daina nadanian
Maaf kar daina gar hoo sakay