Kbi ghum ki aag mein jal
uthy..
Kbi DAGH-E-DIL ny jala diya.
Ay junoon-e-ishq bata zara..
Mujy kyun tamasha bana diya.
Ghum-e-ishq kitna ajeeb
hy..
Ye junoon sy kitna qareeb
hy.
Kbi ashk palkon pe ruk gaye..
Kbi poora darya baha diya.
Abi kr raha hy wo ibteda..
Mera keh raha hy ye tajruba,
Ussy zindgi ki hy aarzu..
Mujy zindagi ny mita diya..!!
Added By: umersangam